Biography Of Gaurav Chaudhary
India ka sabse tej ubharta hua chehra hai Gaurav Chaudhary ka, jinhe ham sabhi Technical Guruji ke name se bhi jante hain. Inhone Youtube par Apne gyaan ki badaulat aisi dhoom machayi hai ki youtube pe aane ke 1 saal ke andar hi unke channel par 5 lakh Subscriber ho gaye aur agar abhi ki baat karein to inke channel par abhi 54 lakh 50 thousand plus Subscriber hain. Inhone ab tak 1.5k plus videos apne channel par publish ki hain. To Chaliye doston jante hain Technical Guruji ke baare me.
![]() |
Technical Guruji Biography |
![]() |
Technical Guruji (Gaurav Chaudhary) |
Zindagi me itna bada dukh jhelne ke bavjud haar na manne ka hausala kuchh hi logon me hota hai. Iss sandarbh me ek kavi ne kya khub likha hai ki...
" Mushkilon se bhagna aasan hota hai,Har pehlu zindagi ka imtihaan hota hai.Darne walon ke haath akshar khali hote hain,Par ladne walon ke kadmo me jahan hota hai. "Phir jaise hi unki degree complete hui unhone naukri karne se behtar, aur padhai karne ka faisla kiya, aur usi ke liye wo apni family ke sath Dubai shift ho gaye, jahan unke bhai ka buisness chal hi raha tha. Unhone phir ME karne ki sochi aur Bits Pilani Dubai Campus ko usi motive se join bhi kar liya aur usme bhi wo apna best dete hue topper ban gaye. Phir jaisa ki Gaurav ka man naukri karne ka nahi tha, isiliye unhone apni ek company kholi jisme unhone security system pe kam karna shuru kar diya. Par wo kafi time se Youtube dekh rahe the jiski wajah unka bhi man tha youtube pe kuchh shuru karne ka. Phir unhone ek channel dekha Sharmaji Technical name se, jisne use bada hi motivate kiya. Gaurav ne phir Sharmaji Technical ke owner Praval Sharma se milne ka faisla kiya. Gaurav unse mile aur phir Sharnaji ne unhe Youtube ke baare me samjhaya.

Technical Guruji Logo |
" Rakh haushla vo manjar bhi aayega,
Pyase ke pass chaljar samundar bhi aayega,
Thak kar na baith manjil ke mushafir,
Manjil bhi milegi aur milne ka maja bhi aayega. "
Finally, Doston aaj artical yahin khatm hota hai. Aasha karta hoon ki ye biography apko pasand aayi hogi.
0 Comments
If You Have Any Question, Please Comment Here.